Ramadan Duas in Urdu PDF download link is given at the bottom of this article. You can direct download PDF of Ramadan Duas in Urdu for free using the download button.
Dear readers, here we are presenting Ramadan Duas PDF in Urdu to all of you. Ramadan is the ninth month of the Islamic calendar. The exact dates of Ramadan change every year. This is because Islam uses a calendar based on the cycles of the Moon. Most Muslims fast between dawn and sunset. Fasting allows Muslims to devote themselves to their faith. It is thought to teach self-discipline and remind them of the suffering of the poor.
However, children, pregnant women, elderly people, and those who are ill or traveling don’t have to fast. During Ramadan, it is common to have one meal (known as the suhoor), just before dawn and another (known as the iftar), directly after sunset.
Ramadan Duas PDF in Urdu
Allah ke Rasool sallallaho-alaye-wa -sallam farmate hai ki rozedar ki dua Iftar ke waqt radd nahi hoti, lehaza Ifatar ke waqt yeh dua’en padhe. Auwal wa akhir mai darood shareef zaroor padhe.
(1)Aye allah hamari zuban par kalmaye tayyab hamesha jaari rakh.
(2) Aye allah hame kamil eman nasib farma aur puri hidayat ata farma.
(3) Aye allah hame pure ramzan ki neamat anwar wa barkat se malamal farma.
(4) Aye allah ham par apni rahmat nazil farma karam ki barish farma aur rizik e halal ata farma.
(5) Aye allah hame deen islam ke ahkam par mukammal tawr par amal karne wala bana de.
(6) Aye allah tu hame apna mohtaj bana, kisi gayer ka mohotaj na bana.
(7) Aye allah hame laylatul kadar nasib farma.
(8) Aye allah jhoot,gibat,kina,burai,jhagda,fasaad se dur rakh.
(9)Aye allah ham se tangdasti,khawf,ghabrahat,aur karaz ke bojh se dur farma.
(10) Aye allah hamare chhotebade (sagira wa kabeera) tamam gunah ko maaf farma.
(11)Aye allah hame dajjal ke fitne, shaitan aur nafs ke shar se mehfooz rakh.
(12) Aye allah aurton ko parde ki puri puri pabandi karne ki taufiq ataa farma.
(13)Aye allah har chote badi bimari se hame aur qul momineen wa mominaat ko mahfuz rakh.
(14)Aye allah hame huzur akdas sallallah-alaye-wa-sallam ke pyaare tarike par kayam rakh.
(15)Aye allah hame huzur akdas sallallah-alaye-wa-sallam ki sunnat par chalne ki taufiq ata farma.
(16)Aye allah hame huzur akdas sallallah-alaye-wa-sallam ke hathon se jaam e kausar peena nasib farma.
(17)Aye allah hame huzur akdas sallallah-alaye-wa-sallam ki shafaat nasib farma.
(18)Aye allah tu apni aur hamare aka sallallaho-alaye-wa-sallam ki mohabbat hamare dilo mai dalde.
(19)Aye allah hame maut ki sakhti aur kabar ke azab se bacha.
(20)Aye allah munkir nakir ke sawalat ham par asaan farma.
(21)Aye allah hame qayamat ke din aapna deedar nasib farma.
(22)Aye allah hame jannatul firdous mai jagha ata farma.
(23)Aye allah hame qayamat ke din Qayamat ki garmi aur jahannam ke aag se mahefuz rakh.
(24)Aye allah hame aur tamaam momineen wa mominaat ko hashr ki rushwaiyo se bacha.
(25)Aye allah naam-e-amal hamare dahene hath mai nasib farma.
(26)Aye allah hame apne arsh ke saye mai jagha nasib farma.
(27)Aye allah pul siraat par bijli ki tarah guzarne ki taufik ata farma.
(28)Aye allah hame dono jahano mai rasul e pak sallallah-alaye-wa-sallam ka gulam banakar rakh. ….[AMEEN-AMEEN-AMEEN]
You can download Ramadan Duas in Urdu PDF by clicking on the following download button.
REPORT THISIf the download link of Ramadan Duas PDF is not working or you feel any other problem with it, please Leave a Comment / Feedback. If Ramadan Duas is a copyright material Report This. We will not be providing its PDF or any source for downloading at any cost.